Najane Mere Dil Ko

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

  • Na jaane mere dil ko kya ho gaya
  • Abhi to yahin tha abhi kho gaya
  • Na jaane mere dil ko kya ho gaya
  • Abhi to yahin tha abhi kho gaya
  • Na jaane mere dil ko kya ho gaya
  • Abhi to yahin tha abhi kho gaya
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Dildar sajna hai yeh pyaar sajna
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Dildar sajna hai yeh pyaar sajna
  • Dekha na tune mud ke bhi peechhe
  • Kuchh der to main ruka tha
  • Jab dil ne tujhko rokna chaha
  • Door tu ja chuka tha
  • Hua kya na jana
  • Yeh dil kyon deewana
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Dildar sajna hai yeh pyaar sajna
  • Aye waqt ruk ja tham ja thehar ja
  • Wapas zara daud peechhe
  • Main chhod aayi khud ko jahan pe
  • Woh reh gaya mod peechhe
  • Kahan main kahan tu
  • Yeh kaisa hai jaadu
  • Arre ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
  • Lakh kar le tu inkar sajna
  • Dildar sajna hai yeh pyaar sajna
  • Na jaane mere dil ko kya ho gaya
  • Abhi to yahin tha abhi kho gaya
  • Kho gaya
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

48 18 3262

7-6 07:42 vivoV2111

Quà

Tổng: 31 318

Bình luận 18