Pyaar Ke Jadoo

Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana

  • Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
  • Main albela main deewana
  • Hain bada paagal na tune itna jaana
  • Tu albela tu mastaana
  • Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
  • Main albela main deewana
  • Hain bada paagal na tune itna jaana
  • Tu albela tu mastaana
  • Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
  • Main albela main deewana
  • Hain bada paagal na tune itna jaana
  • Tu albela tu mastaana
  • Palkon ki gali mein tha tera basera
  • Raat bhar kal maine khwaab dekha tera
  • Kaise main bataaoon kaisi thi betaabi
  • Ek pal kahin na chain tha zara bhi
  • Mujhse kehta hai mera dil
  • Ab to tujhko yaar mushkil hai samjaana
  • Tu albela tu mastaana
  • Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
  • Main albela main deewana
  • Hain bada paagal na tune itna jaana
  • Tune dhadkanon pe kaisa jadoo daala
  • Jhoomne laga hai mera mann matwaala
  • Dekhoon jo tujhe to bekhudi si chhaaye
  • Naam loon jo rab ka naam tera aaye
  • Meri jaan pe hai tera haq
  • In baaton se main abhi tak tha begaana
  • Main albela main deewana
  • Hain bada paagal na tune itna jaana
  • Arre tu albela tu mastaana
  • Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
  • Main albela main deewana
  • Haan tu albela tu mastaana
  • Main albela main deewana
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
wow😀😱😱keren dan mantap👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻😎😎😎🕺🏻🕺🏻🕺🏻🕺🏻💃🏻💃🏻💃🏻💃🏻🌹🌹🌹🌹🌷🌷🌷👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻✌🏻✌🏻✌🏻✌🏻🤩🤩🤩

9 0 1

2022-8-4 23:34

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 0

ความเห็น 0