Teri Aakhon Ka Andaz

Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain

  • Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
  • Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
  • Tere pass mein aaon tujhe pyaar sikhaaon tujhpe jaan lootaon jaane jaana
  • Mera dil dhadkaaya mujhe ishq sikhaaya mujhe apna banaya tu deewana
  • Vaada kiya hai kasam humne li hai na honge hum milke juda
  • Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
  • Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
  • Naya silsila hai nayi dosti hai naya dilruba hai nayi dillagi hain
  • Khule aasmaanon ke niche mile
  • Hain mohabbat mein do dil jawaan
  • Tere saason ka har saaz kehta
  • Hai tu pyaar mujhse hi karta hain
  • Uff behekne ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marthi hai
  • Na main hosh mein hoon na tujhko khabar hain
  • Meri chaahaton ka yeh tujhpe asar hai
  • Chalo ek duje mein aise samaye ke dekhke hukmo jahan
  • Tere khwaabon ka har raaz kehta
  • Hai tu pyaar mujhse hi karta hai
  • Haay lipat ne ka andaz kehta
  • Hai tu yaar mujhpe hi marti hai
  • Tere pass mein aaon tujhe pyaar
  • Sikhaaon tujhpe jaan lootaon jaane jaana
  • Mera dil dhadkaaya mujhe ishq
  • Sikhaaya mujhe apna banaya tu deewana
  • Vaada kiya hai kasam humne li hai na honge hum milke juda
  • Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
  • Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Dengarkan duet yang terkoordinasi baik

23 5 1

8-15 05:08

Tangga lagu hadiah

Total: 0 4

Komentar 5