Tumhare Siva

Tumhare siva kuch na chaahat karenge

  • Tumhare siva kuch na chaahat karenge
  • Ke jab tak jiyenge mohabbat karenge
  • Mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
  • Tumhare siva kuch na chaahat karenge
  • Ke jab tak jiyenge mohabbat karenge
  • Tumhare siva kuch na chaahat karenge
  • Ke jab tak jiyenge mohabbat karenge
  • Nazar chaahti hai deedar karna
  • Yeh dil chaahta hai tumhein pyaar karna
  • Tumhaari wafa mein doobe rahey hum
  • Hai kya haal dil ka ye kaise kahey hum
  • Mahekne lagega oh mahekne lagega
  • Badan yeh tumhara
  • Hum aankhon se aisi shararat karenge
  • Tumhare siva kuch na chaahat karenge
  • Ke jab tak jiyenge mohabbat karenge
  • Hamnein apne dil mein basaya hain tumne
  • Mohabbat ke kaabil banaya hai tumne
  • Agar tum na milte to hum jee na paate
  • Kise apna kehte kahan dil lagaate
  • Saza rab jo dega oh saza rab jo dega
  • Woh manzur humko
  • Ke hum ab tumhari ibaadat karenge
  • Tumhare siva kuch na chaahat karenge
  • Ke jab tak jiyenge mohabbat karenge
  • Mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
  • Mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

32 2 1

2020-9-14 15:26 Redmi Note 8

Quà

Tổng: 0 8

Bình luận 2

  • Esy Gumilar 2020-9-15 09:06

    salam kenal, sukses selalu!

  • yesss 2020-9-15 12:14

    sama kawan kita hiburan...mksh