Abhi Mujh Mein Kahin

Abhi mujh mein kahin

  • Abhi mujh mein kahin
  • Baaqi thodi si hai zindagi
  • Jagi dhadkan nayi
  • Jaana zinda hoon main toh abhi
  • Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
  • Ye lamha kahaan tha mera
  • Ab hai saamne
  • Issey chhoo loon zaraa
  • Mar jaaoon ya jee loon zaraa
  • Khushiyaan choom loon
  • Yaa ro loon zaraa
  • Mar jaaoon ya jee loon zaraa
  • Ho o abhi mujh mein kahin
  • Baaqi thodi si hai zindagi
  • Ho dhoop mein jalte huey tann ko
  • Chhaya perh ki mill gayee
  • Roothe bachche ki hansi jaise
  • Phuslaane se phir khill gayee
  • Kuchh aisa hi abb mehsoos
  • Dil ko ho rahaa hai
  • Barso'n ke purane zakhm
  • Pe marham laga sa hai
  • Kuch aisa rahem iss lamhe mein hai
  • Ye lamha kahaan tha mera
  • Ab hai saamne
  • Issey chhoo loon zara
  • Mar jaaoon ya jee loon zara
  • Khushiyaan choom loon
  • Yaa ro loon zaraa
  • Mar jaaoon yaa jee loon zaraa
  • Dor se tooti patang jaisi
  • Thi ye zindagani meri
  • Aaj ho kal ho mera naa ho
  • Har din thi kahani meri
  • Ik bandhan naya peechhe
  • Se abb mujhko bulaaye
  • Aane waley kal ki kyun fikar
  • Mujhko sata jaaye
  • Ik aisi chubhan iss lamhe me hai
  • Ye lamha kahaan tha mera aa
  • Ab hai saamne
  • Issey cho loon zara
  • Mar jaaoon ya jee loon zara
  • Khushiyaan choom loon
  • Yaa ro loon zaraa
  • Mar jaaoon ya jee loon zara
00:00
-00:00
View song details
belepotan baru belajar lagunya😁🙏🙏🙏

26 0 1

2023-7-12 22:40 realmeRMX3506

Gifts

Total: 0 1

Comments 0