Aankhon Se Tune Kya

Aankhon se tune yeh kya keh diya

  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Tanhayee mein hum mile iss tarah
  • Barish mein shola bhadakne laga
  • Tu tadapne laga
  • Main machalne lagi
  • Boond tan pe giri
  • Jaan machalne lagi
  • Chhaa raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Tanhayee mein hum mile iss tarah
  • Barish mein shola bhadakne laga
  • Tu tadapne laga
  • Main machalne lagi
  • Boond tan pe giri
  • Jaan machalne lagi
  • Chhaa raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Thodi sardi bhi hai
  • Thodi garmi bhi hai
  • Thodi hai bebasi
  • Thodi marzi bhi hai
  • Aise mein hum bhala
  • Kya karein tu bata
  • Jo bhi hota hai woh
  • Hone de dilruba
  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Tanhayee mein hum mile iss tarah
  • Barish mein shola bhadakne laga
  • Paas aaun jo main
  • Dil yeh darta hai kyun
  • Door jayega tu
  • Aisa lagta hai kyun
  • Maine vaadaa kiya
  • Maine li hai kasam
  • Umra bhar na kabhi
  • Pyaar hoga yeh kam
  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Tanhayee mein hum mile iss tarah
  • Barish mein shola bhadakne laga
  • Tu tadapne laga
  • Main machalne lagi
  • Boond tan pe giri
  • Jaan machalne lagi
  • Chhaa raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se tune yeh kya keh diya
  • Dil yeh deewana dhadakne laga
  • Tanhayee mein hum mile iss tarah
  • Barish mein shola bhadakne laga
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

135 4 1

2023-9-25 12:25 红米6A

Gifts

Total: 0 93

Comments 4