Jaane Jaan Dhoondata(From "Jawani Diwani")

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

  • Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • O mere humsafar pyaar ki raah par
  • Saath chale hum magar kya khabar
  • O mere humsafar pyaar ki raah par
  • Saath chale hum magar kya khabar
  • Raaste mein kahin reh gaye humnashi
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Jaanejaan dhoondhti phir rahi hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Dil machalne laga yoonhi dhalne laga
  • Rang bhara pyaar ka ye sama
  • Dil machalne laga yoonhi dhalne laga
  • Rang bhara pyaar ka ye sama
  • Aaj aise mein bas chhodke chal diye
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • Paas ho tum khade mere dil mein chhupe
  • Aur mujhe kuchh pata na chala
  • Paas ho tum khade mere dil mein chhupe
  • Aur mujhe kuchh pata na chala
  • Dil mein dekha nahin dekha saara jahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
  • Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
  • Main yahan se vahan
  • Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
  • Main yahan
  • Tum kahan
  • Main yahan
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Come to join my duet!

44 2 1

2020-8-18 16:58 vivo 1719

Tangga lagu hadiah

Total: 0 3

Komentar 2