Allah Maaf Kare

Tauba tauba tere pyaar mein

  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare
  • Re re re re re re re re re re re re
  • Oh
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare re re
  • Dekha tujhe toh saansein ruk gayi
  • Sajde mein yeh aankhein jhuk gayi
  • Teri ibaadat ho gayi allah maaf kare
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
  • Yeh din jawani ke dil
  • Ki kahani ke aise bitaata hoon main main main main
  • Tere khayalon mein apne sawaalon mein
  • Uljha sa jaata hoon main hoooo
  • Yeh din jawani ke dil ki kahani
  • Ke aise bitaata hoon main
  • Tere khayalon mein apne sawaalon mein
  • Uljha sa jaata hoon main
  • Ho ladte ladte aankhein lad gayi
  • Dil ki baatein aagey badh gayi
  • Thodi shararat ho gayi allah maaf kare
  • Meri to sudh-budh kho gayi allah maaf kare
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah
  • Ho gayi ho gayi ho gayi ho gayi ho gayi
  • Maana zamaana yeh deta hai taana
  • Yeh thoda awaara hoon main
  • Jo bhi hoon jaisa hoon
  • Aisa ya waisa hoon ab toh tumhara hoon main
  • Ohhhh
  • Maana zamaana yeh deta hai taana
  • Yeh thoda awaara hoon main
  • Jo bhi hoon jaisa hoon
  • Aisa ya waisa hoon ab toh tumhara hoon main
  • Ho aate jaate dekhoon tujhko
  • Jaane hua hai yeh kya mujhko
  • Sabse baghawat ho gayi allah maaf kare
  • Saari sharafat kho gayi allah maaf kare
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah
  • Aye
  • Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare
  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
  • Tauba tauba tere pyaar mein
  • Lutt gaya iqraar mein
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

37 0 1

2020-10-16 14:40 vivo 1804

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 0