Pal

Pal ek pal mein hi tham sa gaya

  • Pal ek pal mein hi tham sa gaya
  • Tu haath mein haath jo de gaya
  • Chalun main jahaan jaaye tu
  • Daayein main tere baayein tu
  • Hoon rut main hawayein tu
  • Saathiya
  • Hansu main jab gaaye tu
  • Roun main murjhaaye tu
  • Bheegun main barsaaye tu
  • Saathiya
  • Saaya mera hai teri shakal
  • Haal hai aisa kuch aajkal
  • Subah main hoon tu dhoop hai
  • Main aaina hoon tu roop hai
  • Yeh tera saath khoob hai
  • Humsafar
  • Tu ishq ke saare rang de gaya
  • Phir kheench ke apne sang le gaya
  • Kahin pe kho jaaye jo
  • Jahaan ruk jaaye pal
  • Kabhi naa phir aaye kal
  • Saathiya
  • Ek maange agar sau khwaab doon
  • Tu rahe khush main aabad hoon
  • Tu sabse juda juda sa hai
  • Tu apni tarah tarah sa hai
  • Mujhe lagta nahi hai tu doosra
  • Pal ek pal mein hi tham sa gaya
  • Tu haath mein haath jo de gaya
  • Chalun main jahaan jaaye tu
  • Daayein main tere baayein tu
  • Hoon rut main hawayein tu
  • Saathiya
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

19 2 1

2021-4-21 14:52 samsungSM-J400F

Gifts

Total: 0 4

Comments 2

  • Dimas Afrizal 2021-4-25 22:28

    🎹 💘 aku juga ada di wesing kakak 💖💖💖💞

  • Bg ardy 2021-4-25 22:43

    🧡 🎹 👍😘