Yaara

Yaara tu mujh mein yun basa

  • Yaara tu mujh mein yun basa
  • Mujh mein rahi na meri jagah
  • Faila hai tu meri rooh tak
  • Tujh mein hi main jeene laga
  • Tu ab mein hai
  • Tu hi baad mein
  • Tu hi rubaru
  • Tu hi yaad mein
  • Jitna tha main
  • Tera ho gaya
  • Apna bhi main na rahaa
  • Yaara tu mujh mein yun basa
  • Mujh mein rahi na meri jagah
  • Tu neend bhi
  • Hai khwaab bhi
  • Hai aankh mein meri
  • Teri hi aag jal rahi
  • Hai raakh mein meri
  • Hansu teri khushi mein tere
  • Gham mein rou main
  • Tere hi saath jaagun main
  • Tujhi mein soun main
  • Jeena mera
  • Marna mera
  • Tu hi toh hai ab mera
  • Tu jo nahin
  • Kuch bhi nahi
  • Tu hi toh hai sab mera
  • Yaara tu mujh mein yun basa
  • Mujh mein rahi na meri jagah
  • Faila hai tu meri rooh tak
  • Tujh mein hi main jeene laga laga
00:00
-00:00
查看作品详情
yang to lagu nya dilengkapi

39 8 1

2020-9-9 21:34 samsungSM-J250F

礼物榜

累计: 0 17

评论 8