Jab Tujhe Maine

Jab tujhe maine dekha nahin tha

  • Jab tujhe maine dekha nahin tha
  • Is tarah maine socha nahin tha
  • Jab tujhe maine dekha nahin tha
  • Is tarah maine socha nahin tha
  • Koyi bhi kuch bhi aisa nahin tha
  • Koyi bhi tere jaisa nahin tha
  • Jab tujhe maine dekha to jaana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Jab tujhe maine dekha nahin tha
  • Is tarah maine socha nahin tha
  • Koyi bhi kuch bhi aisa nahin tha
  • Koyi bhi tere jaisa nahin tha
  • Jab tujhe maine dekha to jaana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Yehi shaher tha gulsitaan tha
  • Yehi phool the yeh sama tha
  • Yehi shaher tha gulsitaan tha
  • Yehi phool the yeh sama tha
  • Kayi baar guzra main yahan se
  • Par mera dil na jaane kahan tha
  • Jab tujhe maine dekha to jaana
  • Oof yeh mausam hai kitna suhana
  • Oof yeh mausam hai kitna suhana
  • Zindagi thi ya koyi paheli
  • Haan yeh raahen thi kitni akeli
  • Zindagi thi ya koyi paheli
  • Haan yeh raahen thi kitni akeli
  • Main yuhi chali jaa rahi thi
  • Door manzil nazar aa rahi thi
  • Jab tujhe maine dekha to jaana
  • Bas kahin ab nahin mujhko jaana
  • Bas kahin ab nahin mujhko jaana
  • Jab tujhe maine dekha nahin tha
  • Is tarah maine socha nahin tha
  • Koyi bhi kuch bhi aisa nahin tha
  • Koyi bhi tere jaisa nahin tha
  • Jab tujhe maine dekha to jaana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Khoobsurat hai kitna zamana
  • Oof yeh mausam hai kitna suhana
  • Bas kahin ab nahin mujhko jaana
00:00
-00:00
View song details
mari bergabung.

53 0 1

2020-9-14 23:22 红米Note 4

Gifts

Total: 0 2

Comments 0