Tum Hi Aana

Tere jaane ka gham

  • Tere jaane ka gham
  • Aur na aane ka gham
  • Phir zamane ka gham
  • Kya karein
  • Raah dekhe nazar
  • Raat bhar jaag kar
  • Par teri to khabar na mile
  • Bahut aayi gayi yaadein
  • Magar is baar tum hi aana
  • Iraade phir se jane ke nahi lana
  • Tum hi aana
  • Meri dahleez se hokar
  • Bahaarein jab guzarti hain
  • Yahaan kya dhoop kya saavan
  • Hawaayein bhi barasti hain
  • Humein pucho kya hota hai
  • Bina dil ke jiye jaana
  • Bahut aayi gayi yaadein
  • Magar iss baar tum hi aana
00:00
-00:00
查看作品详情
Rindu Ini Lagu

81 11 1

2021-7-18 21:36 GALAXY Mega

礼物榜

累计: 0 14

评论 11