Tere Hawaale (From "Laal Singh Chaddha")

Mainu chadheya

  • Mainu chadheya
  • Ishq mein rang tera
  • Ik ho gaya ang
  • Mera ang tera
  • Rabb mileya jad mileya
  • Maahi mainu sang tera
  • Na hoke bhi kareeb tu
  • Hamesha paas tha
  • Ke sau janam bhi dekhta
  • Main tera raasta
  • Na hoke bhi kareeb tu
  • Hamesha paas tha
  • Ke sau janam bhi dekhti
  • Main tera raasta
  • Jo bhi hai sab mera
  • Tere hawale kar diya
  • Jism ka har ruaan
  • Tere hawale kar diya
  • Jo bhi hai sab mera
  • Tere hawaale kar diya
  • Jism ka har ruaan
  • Tere hawaale kar diya
  • Dekha zamaana
  • Saara bharam hai
  • Ishq ibadat ishq karam hai
  • Mera thikana teri
  • Hi dehleez hai
  • Ho main hoon deewarein
  • Chhat hai piya tu
  • Rabb ki mujhe nemat
  • Hai piya tu
  • Mere liye tu barkat
  • Ka taweez hai
  • Zara kabhi meri nazar se
  • Khud ko dekh bhi
  • Hai chaand mein bhi daag
  • Par na tujhme ek bhi
  • Khud pe hak mera
  • Tere hawaale kar diya
  • Jism ka har ruaan
  • Tere hawaale kar diya
  • Jo bhi hai sab mera
  • Tere hawale kar diya
  • Jism ka har ruaan
  • Tere hawale kar diya
  • Mainu chadheya
  • Ishq mein rang tera
  • Ik ho gaya
  • Ang mera ang tera
  • Rabb mileya jad mileya
  • Maahi mainu sang tera
00:00
-00:00
View song details
Ngos ngosan😂Dibuang sayang🙈

45 19 1

4-24 15:34 iPhone 12 Pro Max

Gifts

Total: 1 407

Comments 19