Chand Lamhe

Chand lamhe bas khushi ke

  • Chand lamhe bas khushi ke
  • Aur phir khaali soona sa aangan
  • Chand lamhe bas khushi ke
  • Aur phir khaali soona sa aangan
  • Wohi andhyaari kaali raatein
  • Wohi andhyaare soone se din
  • Wohi khamoshi har pal chaar su
  • Wohi tanhaayi har su har dum
  • Tu gaya toh ruki saari saanse
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Chand lamhe bas khushi ke
  • Dil dhadakna hi jaise ho bhool gaya
  • Pal guzarta guzarta yun thamm sa gaya
  • Saanse patthar huyi rooh patthar huye
  • Lafzon ka saath izhaar ne chhod diya
  • Namm hai aankhein raah par sang
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Chand lamhe bas khushi ke
  • Hoonk uth'ti hai har dil ke aahosh mein
  • Kaise dhoondhun tumhein
  • Tum kahaan kho gaye
  • Zindagi mein tufaano ka majma laga
  • Taan nazar sanaate ke daayere bane
  • Dhundh hi dhund naahi tu mere sang
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Chand lamhe bas khushi ke
  • Aur phir khaali soona sa aangan
  • Wohi andhyaari kaali raatein
  • Wohi andhyaare soone se din
  • Wohi khamoshi har pal chaar su
  • Wohi tanhaayi har su har dum
  • Tu gaya toh ruki saari saanse
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
  • Mar bhi jaayein toh ab nahi koyi gham
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

39 0 3131

6-29 13:29 OPPOCPH2185

Tangga lagu hadiah

Total: 0 135

Komentar 0