Kahin Na Kahin Hai

Kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani

  • Kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani

  • Ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani
  • Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
  • Ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana

  • Uske labo pe bikhri hai laali khushbu hai uski sandali
  • Mehki bahaare behke nazaare wo muskura ke jab chali
  • Ha aankho me kajal zulfo me baadal sab rang usme hai chhupa
  • Oh
  • Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
  • Ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana
  • Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
  • Kya chaahti hu kya sochti hu usko nahi hai kuch khabar
  • Main rok lungi raaho me usko bach ke wo jaayega kidhar
  • Jaagi na soyi yaado me khoyi yeh kya mujhe ho gaya
  • Kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani
  • Kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana
  • Ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
yang suka langsung ajah...

23 2 1

2021-9-19 16:47 asusASUS_X013D

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 2