Mohabbat Ho Gayee (From "Baadshah")

Kehna hai jo

  • Kehna hai jo
  • Dil se kaho
  • Dilbar mere
  • Dil mein raho
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Abh karna bhi kya
  • Kehna hai jo
  • Dil se kaho
  • Dilbar mere
  • Dil mein raho
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Duniya ki baaton ko ye
  • Pagla nahin maan ta
  • Ye pyar ho jaaye kab
  • Koi nahin jaan ta
  • Barfeelay mausam mein bhi
  • Shola bhadakne lagey
  • Na jaane kaise kahan
  • Ye dil dhadak ne lagey
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Abh karna bhi kya
  • Deewangi ne teri
  • Majboor itna kiya
  • Socha na samjha sanam
  • Sabh kuch tujhe de diya
  • Saanson mein garmi teri
  • Dhadkan mein tera nasha
  • Teri bhi chaahat mein hai
  • Jaadu koi dilruba aa aa
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Abh karna bhi kya
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Kehna hai jo dil se kaho
  • Dilbar mere dil mein raho
  • Mohabbat ki nahin hai
  • Mohabbat ho gayee hai
  • Abh darna bhi kya
  • Shararat ki nahin hai
  • Shararat ho gayee hai
  • Abh karna bhi kya
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
#mohabbat ho gayee"🫣🫣😜😜🌹......

109 20 1756

5-20 21:21 Xiaomi2409BRN2CA

Quà

Tổng: 5 1598

Bình luận 20