Hamari Adhuri Kahani (Originally Performed by Hamari Adhuri Kahani)

paas aaye

  • paas aaye
  • dooriyaan phir bhi kam naa hui
  • ek adhuri si hamari kahani rahi
  • aasmaan ko zameen ye zaroori nahi
  • jaan le jaan le
  • ishq saccha wahi
  • jisko milti nahi manzilein manzilein
  • rang thhe noor tha
  • jab kareeb tu tha
  • ek jannat sa tha yeh jahaan
  • waqt ki ret pe kuch mere naam sa
  • likh ke chhod gaya tu kahaan
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • khushbuon se teri yunhi takra gaye
  • chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
  • jannatein agar yahin
  • tu dikhe kyon nahin
  • chaand suraj sabhi hai yahaan
  • intezar tera sadiyon se kar raha
  • pyaasi baithi hai kab se yahaan
  • humari adhoori kahaani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • kahaani pyaas ka ye safar khatam ho jayega
  • kuch adhura sa jo tha poora ho jayega
  • jhuk gaya aasmaan
  • mill gaye do jahaan
  • har taraf hai milan ka samaa
  • doliya hain saji khushbuein har kahin
  • padhne aaya khuda khud yahaan
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
  • hamari adhuri kahani
00:00
-00:00
View song details
bljr hindi 🙏🙏🙏y msh blepotan🤭🤭🤭

102 8 1

2021-1-3 18:22 RealmeRMX1821

Gifts

Total: 0 21

Comments 8