Hawaon Ne Yeh Kaha

Nahin marna ganwara pyaar mein

  • Nahin marna ganwara pyaar mein
  • Tumse yeh kehna hai
  • Tumhein bhi zinda rehna hai
  • Mujhe bhi zinda rehna hai
  • Kabhi aasaan kabhi mushkil
  • Ajab hain pyaar ki raahein
  • Kabhi aasaan kabhi mushkil
  • Ajab hain pyaar ki raahein
  • Magar jo pyaar karte hain
  • Kabhi bharte nahin aahein
  • Hawaon ne yeh kaha
  • Fizaon ne yeh kaha
  • Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
  • Tu darna na o meri rani
  • Badlega yeh mausam ari deewani
  • Hum likhenge prem kahani
  • Kabhi aasaan kabhi mushkil
  • Ajab hain pyaar ki raahein
  • Magar jo pyaar karte hain
  • Kabhi bharte nahin aahein
  • Hawaon ne yeh kaha
  • Fizaon ne yeh kaha
  • Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
  • Tu darna na o meri rani
  • Badlega yeh mausam ari deewani
  • Hum likhenge prem kahani
  • Gardish mein hi sahi
  • Yeh sitare humnashin
  • Gardish mein hi sahi
  • Yeh sitare humnashin
  • Dhoondhegi kal hamein
  • Phir bahaarein humnashin
  • Imtehan pyaar ke roz hote nahin
  • Pyaar wale kabhi sabra khote nahi
  • Mohabbat ho hi jaati hai
  • Mohabbat ki nahi jaati
  • Yeh aisi cheez hai jo sabke
  • Hisse mein nahi aati
  • Hawaon ne yeh kaha
  • Fizaon ne yeh kaha
  • Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
  • Tu darna na o meri rani
  • Badlega yeh mausam ari deewani
  • Hum likhenge prem kahani
  • Woh mohabbat hi nahin
  • Jismein dil lut gaye
  • Woh mohabbat hi nahin
  • Jismein dil lut gaye
  • De ke kurbaniyan premi khud mit gaye
  • Soch le jaan-e-man humko milna hai ab
  • Aage peechhe nahi sath chalna hai ab
  • Mohabbat raaz hai aisa
  • Jo samjhaya nahi jata
  • Yeh aisa geet hai har
  • Saaz pe gaya nahi jata
  • Hawaon ne yeh kaha
  • Fizaon ne yeh kaha
  • Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
  • Tu darna na o meri rani
  • Badlega yeh mausam ari deewani
  • Hum likhenge prem kahani
  • Hum likhenge prem kahani
  • Hum likhenge prem kahani
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
pengen nyanyi...hancur hbis

26 0 1

2021-7-1 16:48 OPPOA1601

Quà

Tổng: 0 6

Bình luận 0