Deewano Ko Pata Hai

Deewano ko pata hai

  • Deewano ko pata hai
  • Yeh ishq to nasha hai
  • Milti hai bechaini is mein
  • Din katta na mere yar
  • Tere bina ek pal na rehna
  • Kehta hai dil bar bar
  • Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
  • Deewano ko pata hai
  • Yeh ishq to nasha hai
  • Milti hai bechaini is mein
  • Din katta na mere yar
  • Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
  • Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
  • Deewano ko pata hai
  • Ek madhoshi shaam sher hai
  • Teri mohabbat ka yeh asar hai
  • Yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na
  • Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar
  • Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar
  • Deewano ko pata hai
  • Khushboo teri hai in saason mein
  • Sapne tere hai in aankhon mein
  • Rang tera chalka hai hosh nahin pal ka hai
  • Maane koyi chaahe maane na
  • Tere bina ek pal na rehna
  • Kehta hai dil bar bar
  • Tu hai meri aakhri tamanna
  • Tu hai mera pehla pyar
  • Deewano ko pata hai
  • Yeh ishq to nasha hai
  • Milti hai bechaini is mein
  • Din katta na mere yar
  • Tere bina ek pal na rehna
  • Kehta hai dil bar bar
  • Tu hai meri aakhri tamanna
  • Tu hai mera pehla pyar
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

85 17 1

2023-3-27 18:07 vivoV2204

Quà

Tổng: 0 50

Bình luận 17