Hai Deewana Ye Ishq Mera

Hai deewana ye ishq mera

  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Naam tera naam tera naam tera
  • Inkaar mein iqaraar hai kya yahi pyaar hai
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Naam tera naam tera naam tera
  • Inkaar mein iqaraar hai kya yahi pyaar hai
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Uthe kadam jo bahekane lage
  • Paagal hua ye samaan
  • Nazar jo simat ne lagi to
  • Jhuk ne laga aasmaan
  • Fizaaon mein aise ishaare hue
  • Diwaane tere ye nazaare hue
  • Chhaaya hai nashaa
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Ho
  • Ho
  • Na mujhako subah ka pata
  • Na mujhako khabar shaam ki
  • Kahin chain lene na de
  • Muhabbat ki ye bekhudi
  • Sanam toot ke main bikhar ne lagi
  • Tere baazuon mein nikhar ne lagi
  • Ab hosh na raha
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
  • Naam tera naam tera naam tera
  • Inkaar mein iqaraar hai kya yahi pyaar hai
  • Hai deewana ye ishq mera
  • Har ghadi le bas naam tera
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
kek'y salah dah🤦🤦🤦

14 2 1

2021-2-9 22:25 HOTWAVM6

Carta hadiah

Jumlah: 0 1

Komen 2

  • ririn3722 2021-2-10 00:51

    kita punya selera musik yg sama kayanya

  • Ani Ani 2021-2-15 15:14

    ❤ jos suaramu unik gak ada yg nyamai.. 🙋‍♀️