Hamari Adhuri Kahani (Title Track)

Paas aaye

  • Paas aaye
  • Dooriyaan phir bhi kam naa hui
  • Ek adhuri si hamari kahani rahi
  • Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi
  • Jaan le jaan le
  • Ishq saccha wahi
  • Jisko milti nahi manzilein manzilein
  • Rang thhe noor tha
  • Jab kareeb tu tha
  • Ek jannat sa tha yeh jahaan
  • Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
  • Likh ke chhod gaya tu kahaan
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Khushbuon se teri yunhi takra gaye
  • Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
  • Jannatein agar yahin
  • Tu dikhe kyon nahin
  • Chaand suraj sabhi hai yahaan
  • Intezar tera sadiyon se kar raha
  • Pyaasi baithi hai kab se yahaan
  • Humari adhoori kahaani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Kahaani pyaas ka ye safar khatam ho jayega
  • Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega
  • Jhuk gaya aasmaan
  • Mill gaye do jahaan
  • Har taraf hai milan ka samaa
  • Doliya hain saji khushbuein har kahin
  • Padhne aaya khuda khud yahaan
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
00:00
-00:00
查看作品详情
Our unfinished Love Story.. "Hamari Adhuri Kahani"... 👦👧💘🤴👸💞

182 9 1

2022-9-13 18:48 XiaomiM2006C3LG

礼物榜

累计: 69 2060

评论 9