Kya Hua Tera Wada

Yaad hai mujhko tune kaha tha

  • Yaad hai mujhko tune kaha tha
  • Tumse nahin roothenge kabhi
  • Dil ki tarah se aaj mile hain
  • Kaise bhala chhootenge kabhi
  • Teri baahon mein beeti har shaam
  • Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
  • Kya hua tera wada
  • Woh kasam woh irada
  • Bhulega dil jis din tunhein
  • Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
  • Kya hua tera wada
  • Woh kehne waale mujhko farebi
  • Kon farebi hai yeh bata
  • Woh jisne gham liya pyaar ke khatir
  • Ya jisne pyaar ko bech diya
  • Nasha daulat ka aisa bhi kya
  • Ke thujhe kuch bhi yaad nahin
  • Kya hua tera wada
  • Woh kasam woh irada
  • Bhulega dil jis din tunhein
  • Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
  • Kya hua tera wada
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

20 5 1

2022-5-10 18:08 vivo 1915

Tangga lagu hadiah

Total: 1 0

Komentar 5