Raja Ko Rani Se

Raja ko rani se pyaar ho gaya

  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • Pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
  • Dil jigar dono ghaayal hue
  • Teere nazar dil ke paar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • Pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
  • Dil jigar dono ghaayal hue
  • Teere nazar dil ke paar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • O, raahon se raahein, baahon se baahein
  • Milke bhi milti nahin
  • Ho, hota hai aksar armaan ki kaliyaan
  • Khilke bhi khilti nahin
  • O, phir bhi na jaane kyoon nahin maane
  • Phir bhi na jaane kyoon nahin maane
  • Deewana dil beqaraar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • Rani ko dekho, nazrein mili to
  • Aankhein churaane lagi
  • Ho, karti bhi kya voh sar ko jhukaake
  • Kangana ghumaane lagi
  • O, raja ne aisa jaadu chalaaya
  • Raja ne aisa jaadu chalaaya
  • Na karte karte ikraar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
  • Raja ko rani se pyaar ho gaya
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Song : Raja Ko Rani Se Singer : Udit Narayan & Alka Yagnik Cover : Jubin🇲🇨 & Wildaa jangan lupa suppor dan follow kami!!! 😁🙏

38 0 1

2021-5-11 14:25

Carta hadiah

Jumlah: 0 0

Komen 0