Kabhi Jo Baadal Barse (Female)

O Pehle kabhi Na tune mujhe gham diya

  • O Pehle kabhi Na tune mujhe gham diya
  • Phir mujhe Kyun tanha kar diya
  • Guzaare the jo lamhe pyaar ke
  • Hamesha tujhe apna maan ke
  • To phir tune badli kyun ada yeh kyun kiya
  • Kabhi jo baadal barse
  • Main dekhoon tujhe aankhein bharke
  • Tu lage mujhe pehli baarish ki dua
  • Tere pehlu mein reh loon
  • Main khudko paagal keh loon
  • Tu gham de ya khushiyaan seh loon saathiya
  • Aaa Saathiya Saathiya
  • Hmm koi nahi Tere siwa mera yahaan
  • Manzilein Hain meri to sab yahaan
  • Mita de sabhi aaja faasle
  • Main chahoon mujhe mujhse baant le
  • Zara sa mujh mein tu jhaank le main hoon kya Haan
  • Kabhi jo baadal barse
  • Main dekhoon tujhe aankhein bharke
  • Tu lage mujhe pehli baarish ki dua
  • Tere pehlu mein reh loon
  • Main khudko paagal keh loon
  • Tu gham de ya khushiyaan seh loon saathiya
  • Saathiya Aaa
00:00
-00:00
查看作品詳情
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

26 7 2193

7-10 22:05 samsungSM-A127F

禮物榜

累計: 0 5

評論 7