Odh Li Chunariya

Odh leee chunariya tere naam ki

  • Odh leee chunariya tere naam ki
  • Tere pyaar mein doob gaye hain
  • Hum khud ko hi bhool gaye hain
  • O mere dildaar
  • Odh lee chunariya tere naam ki
  • Odh lee chunariya tere naam ki
  • Chaahe duniya jo bhi
  • Sochay humko karna kya
  • Pyaar kiya to darna kya
  • Jab pyaar kiya to darna kya
  • Odh lee chunariya
  • Tune mere naam ki
  • Odh lee chunariya
  • Tune mere naam ki
  • Chaahe duniya jo bhi
  • Sochay humko karna kya
  • Pyaar kiya to darna kya
  • O jab pyaar kiya to darna kya
  • Odh lee chunariya tere naam ki
  • Tanha tanha tha ye dil
  • Khoya khoya tha ye dil
  • Bechaini ka aalam tha
  • Soona mann ka aangan tha
  • Jabse tumho mile
  • Mit gaye sab gile
  • Jabse tumho mile
  • Mit gaye sab gile
  • Maine bhi ye tay kiya hai
  • Aayegi teri doli mere hi angna
  • Odh lee chunariya
  • Tune mere naam ki
  • Chaahe duniya jo bhi
  • Sochay humko karna kya
  • Pyaar kiya to darna kya
  • O jab pyaar kiya to darna kya
  • Odh lee chunariya tere naam ki
  • Tauba tauba ye aankhein
  • Kehti hain sau sau baatein
  • Jaane kaisa jaadu hai
  • Mera dil beqaabu hai
  • Rabse jab maanga
  • Bas tujhe maanga
  • Rabse jab maanga
  • Bas tujhe maanga
  • Pyaar ki bindiya chamka de tu
  • Mujjhko kangan pehna de tu
  • Karde shagun sajna
  • Odh lee chunariya tere naam ki
  • Chaahe duniya jo bhi
  • Sochay humko karna kya
  • Pyaar kiya to darna kya
  • O jab pyaar kiya to darna kya
  • Odh lee chunariya tere naam ki
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
silahkan di join seadanya 🙏🙏🙏🙏

30 2 1468

6-9 13:20 INFINIX MOBILITY LIMITEDInfinix X663B

Quà

Tổng: 0 10

Bình luận 2