ZINDAGI EK SAFAR

Zindagi ek safar hai suhana

  • Zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Chaand taaron se chalna hai aage
  • Aasmano se badhna hai aage
  • Arre chaand taaron se chalna hai aage
  • Aasmano se badhna hai aage
  • Peechhe reh jaayga ye zamaana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Haan zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Haste gaate jahaan se gujar
  • Duniya ki tu parwaah na kar
  • Arre haste gaate jahaan se gujar
  • Duniya ki tu parwaah na kar
  • Muskuraate hue din bitaana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Haan zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Maut aani hai aayegi ek din
  • Jaan jaani hai jaayegi ek din
  • Arre maut aani hai aayegi ek din
  • Jaan jaani hai jaayegi ek din
  • Aisi baaton se kya ghabrana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
  • Haan zindagi ek safar hai suhana
  • Yahaan kal kya ho kisne jaana
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
hentam saja lh labu🤣🤣🌺

593 77 1

2022-11-15 22:27 OPPOCPH1937

Quà

Tổng: 557 2040

Bình luận 77