Dil De Diya Hai Jaan Tumhe Denge

Rukh zindagi ne mod liya kaisa

  • Rukh zindagi ne mod liya kaisa
  • Humne socha nahin tha kabhi aisa
  • Rukh zindagi ne mod liya kaisa
  • Humne socha nahin tha kabhi aisa
  • Aata nahin yakeen kya se kya ho gaya
  • Kis tarha main tumse bevafa ho gaya
  • Insaaf kar do mujhe maaf kar do
  • Itna hi kar do karam
  • Dil de diya hai jaan tumhe denge
  • Daga nahin karenge sanam
  • Dil de diya hai jaan tumhe denge
  • Daga nahin karenge sanam
  • Aawaargi mein ban gaya deewaana
  • Maine kyoon saadgi ko nahin jaana
  • Aawaargi mein ban gaya deewaana
  • Maine kyoon saadgi ko nahin jaana
  • Chaahat yahi hai ke is kadar pyaar doon
  • Kadmon mein tere main
  • Do jahaan waar doon
  • Chain mera le lo khushi meri le lo
  • De do mujhe de do saare gham
  • Dil de diya hai jaan tumhe denge
  • Daga nahin karenge sanam
  • Dil de diya hai jaan tumhe denge
  • Daga nahin karenge sanam
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

482 49 1

2020-12-8 23:31 vivo 1904

Tangga lagu hadiah

Total: 0 87

Komentar 49