Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko(Instrumental Version)

Chura liya hai tumne jo dil ko

  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahin churaana sanam
  • Badalke meri tum zindagaani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Oh le liya dil oh haai mera dil
  • Haai dil lekar mujhko na behlaana
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahin churaana sanam
  • Badalke meri tum zindagaani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
  • Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
  • Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
  • Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
  • Tum mere ho ho tum mere ho
  • Aaj tum itna vaada karte jaana
  • Chura liya
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahin churaana sanam
  • Badalke meri tum zindagaani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Ho sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
  • Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
  • Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
  • Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
  • Hai vafa kya is jahaan ko
  • Ek din dikhla doonga main deewana
  • Chura liya
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahin churaana sanam
  • Badalke meri tum zindagaani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Umm...
00:00
-00:00
View song details
มาฟังเพลงเดี่ยวของฉันเถอะ!

27 8 1

2023-9-18 19:05 OPPOCPH2127

Gifts

Total: 0 7

Comments 8