Mujhe Teri Nazarne(Waah..! Tera Kya Kehna / OST)

Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam

  • Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
  • Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
  • Chaahe din ho chaahe raatein
  • Karta hoon bas teri baatein jaan e jaan
  • Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
  • Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
  • Pyaar ke waade sabhi jo main tod doon
  • Kya karogi tum agar daaman chhod doon
  • Yaar mere khudkushi main kar jaaungi
  • Bewafai na sahoongi mar jaaungi
  • Bewafa main nahin
  • Tujhko mujhpe hai bharosa
  • Kaise doonga tujhko dhokha na re na
  • Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
  • Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
  • Chal rahi har saans pe tera naam hai
  • Pyaar karna bas tujhe mera kaam hai
  • Dekh teri chaahaton mein kya ho gaya
  • Main tere khwaabon khyaalon mein kho gaya
  • Humnashin zindagi teri baahon mein guzaarun
  • Tujhko dhadkan mein utaaroon haan re haan
  • Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
  • Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
  • Chaahe din ho chaahe raatein
  • Karta hoon bas teri baatein jaan e jaan
  • Mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
  • Is jahan ke deewane sab aashikon ki kasam
00:00
-00:00
查看作品詳情
sllu kree3een uyyyyyy 👍😊

25 0 1

2021-1-18 14:10

禮物榜

累計: 0 0

評論 0