Om Jai Jagdish Hare (Aarti)

Om jai jagadish hare

  • Om jai jagadish hare
  • Swami jai jagadish hare
  • Bhakt jano ke sankat
  • Daas jano ke sankat
  • Kshan men door kare
  • Om jai jagadish hare
  • Jo dhyaave phal paave
  • Dukh bin se man kaa
  • Swami dukh bin se man kaa
  • Sukh sampati ghar ave
  • Sukh sampati ghar ave
  • Kasht mite tan kaa
  • Om jai jagadish hare
  • Maat pita tum mere
  • Sharan kahoon kiski
  • Swami sharan kahoon kiski
  • Tum bin aur na dooja
  • Tum bin aur na dooja
  • Aas karoon jiski
  • Om jai jagadish hare
  • Tum pooran paramatma
  • Tum antaryami
  • Swami tum antaryami
  • Paar brahm parameshwar
  • Paar brahm parameshwar
  • Tum sabke swami
  • Om jai jagadish hare
  • Tum karuna ke saagar
  • Tum paalan karta
  • Swami tum paalan karta
  • Main moorakh khalakhami
  • Main moorakh khalakhami
  • Kripa karo bharta
  • Om jai jagadish hare
  • Tum ho ek agochar
  • Sab ke praan pati
  • Swami sab ke praan pati
  • Kis vidhi miloon dayamaya
  • Kis vidhi miloon dayamaya
  • Tum ko main kumati
  • Om jai jagdish hare
  • Deen bandhu dukh harta
  • Thaakur tum mere
  • Swaami rakhshak tum mere
  • Apne haath uthao
  • Apni sharan lagao
  • Dwaar padha tere
  • Om jai jagadish hare
  • Vishay vikaar mitaao
  • Paap haro deva
  • Swami paap haro deva
  • Shradha bhakti badhao
  • Shradha bhakti badhao
  • Santan ki seva
  • Om jai jagadish hare
  • Jai jagadish hare
  • Swami jai jagadish hare
  • Bhakt jano ke sankat
  • Daas jano ke sankat
  • Kshan men door kare
  • Om jai jagadish hare
  • Om jai jagadish hare
  • Om jai jagadish hare
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
coba" lagu puja hindi

36 1 1

2021-8-5 09:28 samsungSM-G532G

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 1