Aap Jaisa Koi

Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye

  • Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Phool ko bahaar bahaar ko chaman
  • Dil ko dil badan ko badan
  • Har kisiko chahiye tan ka milan
  • Kash mujh par aisa dil aapka bhi aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Maein insaan hoon farishta nahin
  • Dar hai behak na jaun kahin
  • Tanha dil na sambhlega pyar bina yeh tadpega
  • Aapsa kahan hai dil aapko hi paaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Haan aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye
  • To baat ban jaaye
  • Haan haan baat ban jaaye
  • Haan aa haan aa haan aa
  • Haan baat ban jaaye
  • Ho o ho o ho o
  • Haan baat ban jaaye
  • Haan aa haan aa haan aa
  • Haan haan baat ban jaaye
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Mari sertai duet saya!

24 0 1330

11-8 13:00 HONORCRT-NX1

Quà

Tổng: 0 5

Bình luận 0