DEKHA WALON

Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga

  • Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
  • Mera daawa hai ke tujhsa nahin dekha hoga
  • Jis tarah maine teri raah taki hai barson
  • Yun kisi ne tera rasta nahi dekha hoga

  • Din ho chaahe raat ho
  • Hum dono ka saath ho
  • Hoton pe mere sanam
  • Bas teri hi baat ho
  • Bas tujhe pyaar doon
  • Bas tera naam loon
  • Behke jo kabhi tujhko thaam lo
  • Is tarah se tujhe palkon mein
  • Chhupa loonga main
  • Is tarah se tujhe palkon mein
  • Chhupa loonga main
  • Meri aankhon mein sirf tera hi chehra hoga
  • Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
  • Chhayee hai kya bekhudi
  • Yeh dil bhi betaab hai
  • Khushboo bikhren phool se
  • Bas itna sa khwaab hai
  • Jis tarah maine duaon mein tujhe maanga hai

  • Aise rab se na kisi na tujhe maanga hoga
  • Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
  • Mera daawa hai ke tujhsa nahin dekha hoga
  • Jis tarah maine teri raah taki hai barson
  • Jis tarah maine teri raah taki hai barson
  • Yun kisi ne tera rasta nahi dekha hoga
  • Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
  • Mera daawa hai ke tujhsa nahïn dekha hoga
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

28 5 2704

11-4 16:01 vivo 1807

Quà

Tổng: 0 104

Bình luận 5