Aankhon Ki Gustakhiyan

Raresare resapa

  • Raresare resapa
  • Resare sare
  • Raresare resapa
  • Resare sare
  • Tadare dapa rere rare rare pasa
  • Aankhon ki gustakhiyan maaf hon
  • Ho aankhon ki gustakhiyan maaf hon
  • Ik tuk tumhein dekhti hain
  • Jo baat kehna chaahe zubaan
  • Tumse yeh woh kehti hai
  • Aankhon ki sharm-o-haya maaf hon
  • Tumhein dekh ke jhukti hain
  • Uthi aankhein jo baat na keh sakeen
  • Jhuki aankhein woh kehti hain
  • Aankhon ki aankhon ki gustakhiyan maaf hon
  • Kajal ka ik til
  • Tumhaare labon pe laga loon
  • Haan chanda aur suraj ki
  • Nazron se tumko bacha loon
  • O palkon ki chilman mein
  • Aao main tumko chhupa loon
  • Khyaalon ki yeh shokhiyaan maaf hon
  • Hardam tumhein sochti hain
  • Jab hosh mein hota hai jahan
  • Madahosh yeh karti hain
  • Aankhon ki sharm-o-haya maaf hon
  • Yeh zindagi aapki hi amaanat rahegi
  • Dil mein sada aapki hi muhabbat rahegi
  • In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
  • Haan is dil ki nadaaniyan maaf hon
  • Yeh meri kahan sunti hain
  • Yeh pal pal jo hoti hain bekal sanam
  • To sapne naye bunti hain
  • Hmm aankhon ki aankhon ki
  • Gustakhiyan maaf hon
  • Sharm-o-haya maaf hon
00:00
-00:00
View song details
yang tau lagunya, yuk di joint😊🙏

36 14 1

3-3 11:38 realmeRMX3710

Gifts

Total: 1 0

Comments 14