Mausam Ki Tarah Tum Bhi Badal

Duniya ki tarah rasmon ki tarah

  • Duniya ki tarah rasmon ki tarah
  • Vaadon ki tarah kasmon ki tarah
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Duniya badalti hai mausam badalte hai
  • Lekin mere dil ko badal nahin paaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Aasmaanon ke aage tumne vaada kiya hai
  • Dil ke badle mein maine pyaar tumko diya hai
  • Dharti ki ambar ki kasam
  • Mujhko hai tere sar ki kasam
  • Nazrein badalti hain sapne badalte hain
  • Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Meri pehli tamanna aakhri pyaar ho tum
  • Rooh mein bas gaye ho mere dildaar ho tum
  • Aise hi tumhe chaahoonga main
  • Tumhe dulhan bhi banaaoonga main
  • Sehre badalte hain khushboo badalti hai
  • Pal pal meri saanson ko tum mahekaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Tumne dhoka diya to kuch bhi kar jaaoongi main
  • Tum judaa jo hue to dekho mar jaaoongi main
  • Meri manzil teri raahon mein hai
  • Meri jannat teri baahon mein hai
  • Raahi badalte hain raste badalte hain
  • Main daudke aaoonga jo mujhko bhoolaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge
  • Badal to na jaaoge
  • Badal to na jaaoge
  • Badal to na jaaoge
00:00
-00:00
查看作品詳情
Masih uwakeh oc sing durung dijoin🤭😄💃💃💃

50 1 1

8-12 22:28

禮物榜

累計: 0 6

評論 1

  • Rafell🐣 8-14 14:43

    💖💖💖nice song wow 💝💝💝😚🎻