Chahun Main Ya Naa

Tu hi ye mujhko bata de

  • Tu hi ye mujhko bata de
  • Chahun main ya naa
  • Apne tu dil ka pata de
  • Chahun main ya naa
  • Tu hi ye mujhko bata de
  • Chahun main ya naa
  • Apne tu dil ka pata de
  • Chahun main ya naa
  • Itna bata doon tujhko
  • Chaahat pe apni mujhko
  • Yun tto nahi ikhtiyaar
  • Phir bhi yeh socha dil ne
  • Ab jo laga hoon milne
  • Poochhu tujhe ek baar
  • Tu hi ye mujhko bata de
  • Chahun main ya naa
  • Apne tu dil ka pata de
  • Chahun main ya naa
  • Aisi kabhi pehle hui naa thi khwaahishein
  • O kisi se bhi milne ki
  • Naa ki thi koshishein
  • Uljhan meri suljha de
  • Chaahun main ya naa
  • Aankhon aankhon mein jataa de
  • Chaahun main ya naa
  • Mere chhote chhote khwaab hain
  • Khwabon mein geet hain
  • Geeton mein zindagi hai
  • Chaahat hai preet hai
  • Abhi main na dekhoon khwaab woo
  • Jin mein na tu mile
  • Le khole honth maine
  • Ab tak the jo sile
  • Mujhko na jitna mujh pe
  • Utna iss dil ko tujh pe
  • Hone laga aitbaar
  • Tanha lamhon mein apne
  • Bunti hoon tere sapne
  • Tujhse hua mujhko pyaar o o
  • Poochungi tujhko kabhi naa
  • Chaahun main ya naa
  • Tere khaabon mein ab jeena
  • Chaahun main kyun naa
  • Tu hi yeh mujhko bata de
  • Chahun main ya naa
  • Apne tu dil ka pata de
  • Chahun main ya naa
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan duet kami!

28 4 3498

2022-4-10 10:36 Redmi Note 8

Quà

Tổng: 0 23

Bình luận 4

  • ummy ghaisa 2022-4-10 11:50

    woooww,, kereeenn,, mkasih udah berkenan join,, 👍👍🙏🙏🌹🌹🌹

  • Adi Virgo 2022-4-10 11:53

    iya sama-sama 🙏🙂😇 oc nya juga keren 👍👍

  • ummy ghaisa 2022-4-10 11:54

    😊😊🙏🙏

  • Oryzha Satyvhy 2022-8-26 22:54

    kereeennnn👏👏👏👏