Meherbaan

Ye aa ya-ya ya-ya

  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Dil ki maange thodi thi kam
  • Har duaa bhi thodi maddham
  • Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
  • Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
  • Bina maange hi mill gaya hai sab
  • Meherbaan hua hua
  • Meherbaan hua hua
  • Meherbaan hua
  • Meherbaan hua Rab
  • Meherbaan hua
  • Meherbaan hua Rab
  • Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang
  • Rooh ki patang baandhi tere sang
  • Tab hi toh laga
  • Meherban hua Rab
  • O din ye sehre sa saja
  • Meherbaan huaa Rab
  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Ye aa ya-ya ya-ya
  • Haathon ko tere apne
  • Haathon mein le leti hoon
  • Ke taqdeerein apni saari padh loon
  • Aankhon mein tere chhupte
  • Armaan main dhoondhta hoon
  • Bas tu soche aur poore main kar doon
  • Abhi abhi toh hum adhoore thhe
  • Poore ho gaye tere roobaroo
  • Oo ye bhi deekhe na
  • Kahaan main khatam kahaan tu shuru
  • Aankhein teri (aankhein teri)
  • Girti hain jab (girti hain jab)
  • Ab to neendein aati hain tab
  • Humko lagta hai kuch dino se ab
  • Tu ibaadat hai tu hi hai mazhab
  • Bewajah kaise kyu kahaan aur kab
  • Meherban hua hua
  • Meherban hua hua
  • Meherban hua
  • Meherban hua Rab
  • Meherban hua
  • Meherban hua Rab
  • Rab ne banaaya sabko
  • Par kaun bataaye Rab ko
  • Mar ke tum pe hum saans lete hain
  • Rab se karun jo duaayein
  • Ab ye tujhi tak jaayein
  • Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai
  • Jaane naa jahaan
  • Jaane hai kahaan
  • Mili thi meri teri haan me haan
  • Sach hai yahi tujh sa kahin
  • Nahin hai nahin
  • Meri raahein aayein tujh tak
  • Iss janam se har janam tak
  • Waqt ko rokein aa zara sa ab
  • Usko samjha dein ishq ka matlab
  • Chhod ke zidd ye maan lega ab
  • Meherbaan hua hua
  • Meherbaan hua hua
  • Meherbaan hua
  • Meherbaan hua Rab
  • Meherbaan hua
  • Meherbaan hua Rab
  • Meherbaan hua
  • Meherbaan hua Rab
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
yuk di bareng meherbaan,,🤗belepotan.

31 0 1

2021-10-16 18:44 红米6A

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 0