Chaha Hai Tujhko

Chaha hai tujhko

  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Yeh pyaar na hoga kam
  • Teri yaad jo aati hai
  • Mere aansoon behte hain
  • Apna to milan hoga
  • Pal pal yeh kehte hain
  • Kya yeh zindgani hai
  • Bas teri kahani hai
  • Bas teri kahani hai
  • Yeh jo zindgani hai
  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Yeh pyaar na hoga kam
  • Teri woh baatein woh chaahat ki rasmein
  • Jhoothe the vaade kya jhoothi thi kasmein
  • Jaan-e-tamanna kya ye sach hai
  • Bas itna keh de
  • Toot jayee na lamha aitbaar ka
  • De koi silaa mere intezaar ka
  • Chaha hai tujhko
  • Chahungi hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Yeh pyaar na hoga kam
  • Teri hoon teri jo chahe kasam le le
  • Mujhko humrahi tu apne gham de de
  • Saari umar hai mujhko dard judaai ka sehnaa
  • Rastey mein koi hai manzilein meri
  • Mere saath jayengi mukshkilein meri
  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Yeh pyaar na hoga kam
  • Tu saamne hai mere
  • Phir kyoon ye doori hai
  • Tujhe kaise bataoon main
  • Hai kya majboori hai
  • Yeh bhi koi jeena hai
  • Sirf aansoon peena hai
  • Sirf aansoon peena hai
  • Yeh bhi koi jeena hai
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
tema , sendu 😑😑

20 3 1

2023-2-15 10:46 RealmeRMX1941

Tangga lagu hadiah

Total: 0 58

Komentar 3