Chaha Hai Tujhko

Chaaha hai tujhko chahunga har dam

  • Chaaha hai tujhko chahunga har dam
  • Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
  • Teree yaad jo aatee hai mere aansu behte hain
  • Apna toh milan hoga pal pal yeh kehte hain
  • Kya yeh jindaganee hai bas teree kahanee hai
  • Bas teree kahanee hai yeh jo jindaganee hai
  • Chaaha hai tujhko chahunga har dam
  • Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
  • Teree woh baate woh chahat kee rasme
  • Jhuthe the vaade kya jhuthee thee kasme
  • Jaane tamanna kya yeh sach
  • Hai bas itna keh de
  • Tut jaaye na lamhe aitbar ke
  • De koi sila mere intejar ka
  • Chaaha hai tujhko chahunga har dam
  • Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
  • Teree hu teree jo chaahe kasam le le
  • Mujhko humrahee too apne gam de de
  • Saree umar hai mujhko dard judai ka sehna
  • Raste me khoyee hai manjil meree
  • Mere sath jayengee mushkile meree
  • Chaaha hai tujhko chahunga har dam
  • Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
  • Too saamne hai mere phir kyon yeh duree hai
  • Tujhe kaise batau mai hay kya majburee hai
  • Yeh bhee koi jina hai sirf aansu pina hai
  • Sirf aansu pina hai yeh bhee koi jina hai
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk duet bareng aku!

57 1 1284

2021-2-21 12:27 iPhone 6 Plus

礼物榜

累计: 0 1

评论 1