Har Taraf

Har taraf tu hi dikhe

  • Har taraf tu hi dikhe
  • Tu hi tu dil mein rahe
  • Kya kahon tere bina
  • Ek pal bhi na kate
  • Yeh meri saason mein bhi
  • Teri hi khusboo rahe
  • Tu lahoo ban ke sanam
  • Jism mein mere bahe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Meri chahat ke rang se
  • Maang teri bharoonga
  • Pyaar ki had se zyaada
  • Pyaar tujhko karoonga
  • Tere gham sare lekar
  • Har khushi tujhko dunga
  • Door mujhse na jana
  • Main to ji na sakunga
  • Jaan se badhke hai tu
  • Meri jaan tu jaan le
  • Jaan bhi de dunga mein
  • Maang ke tu dekh le
  • Chahta hu itna tujhe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Har taraf tu hi dikhe
  • Tu hi tu dil mein rahe
  • Kya kahon tere bina
  • Ek pal bhi na kate
  • Yeh meri saason mein bhi
  • Teri hi khusboo rahe
  • Tu lahoo ban ke sanam
  • Jism mein mere bahe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Chahta hu itna tujhe
  • Chahta hu itna tujhe
00:00
-00:00
查看作品詳情
Yuk dengarkan duet kami!

47 3 1

2021-2-12 02:26 vivo 2007

禮物榜

累計: 0 14

評論 3