churaliya he tum ne dill ko

Chura liya hai tumne jo dil ko

  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahi churana sanam
  • Badal ke meri tum zindagani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Ho le liya dil o
  • Haaye mera dil
  • Haye dil lekar mujhko na behlana
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahi churana sanam
  • Badal ke meri tum zindagani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Bahar banke aaun
  • Kabhi tumhaari duniya me
  • Guzar na jaye ye din
  • Kahin issi tamanna mein
  • Bahar banke aaun
  • Kabhi tumhaari duniya me
  • Guzar na jaye ye din
  • Kahin issi tamanna mein
  • Tum mere ho
  • Ho tum mere ho
  • Aaj tum itna wada karte jaana
  • Chura liya
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahi churana sanam
  • Badal ke meri tum zindagani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Ho sajaunga loot kar bhi
  • Tere badan ki daali ko
  • Lahu jigar ka dunga
  • Haseen labon ki laali ko
  • Sajaunga loot kar bhi
  • Tere badan ki daali ko
  • Lahu jigar ka dunga
  • Haseen labon ki laali ko
  • Hai wafa kya iss jahan ko
  • Ek din dikhla dunga main deewana
  • Chura liya
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahi churana sanam
  • Badal ke meri tum zindagani
  • Kahin badal na jaana sanam
  • Le liya dil
  • Haaye mera dil
  • Haye dil lekar mujhko na behlana
  • Chura liya hai tumne jo dil ko
  • Nazar nahi churana sanam
  • Hmmm hmmm hmmm hmmm
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Mari dengan duet kita!

41 7 3763

5-11 03:17 OPPOCPH2185

Quà

Tổng: 0 204

Bình luận 7