Chaaha Hai Tujhko

Chaha hai tujhko

  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Ye pyaar na hoga kam
  • Teri yaad jo aati hai
  • Mere aansoon behte hain
  • Apna to milan hoga
  • Pal pal yeh kehte hain
  • Kya yeh zindgani hai
  • Bas teri kahani hai
  • Bas teri kahani hai
  • Ye jo zindgani hai
  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Ye pyaar na hoga kam
  • Teri woh baatein
  • Woh chaahat ki rasmein
  • Jhoothey the vaade
  • Kya jhoothi thi kasmein
  • Jaan-e-tamanna
  • Kya ye sach hai
  • Bas itna keh de
  • Toot jayee na lamha aitbaar ka
  • De koi silaa mere intezaar ka
  • Chaha hai tujhko
  • Chahungi hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Ye pyaar na hoga kam
  • Teri hoon teri
  • Jo chahe kasam le le
  • Mujhko humrahi
  • Tu apne gham de de
  • Saari umar hai mujhko
  • Dard judaai ka sehnaa
  • Rastey mein koi hai
  • Manzilein meri
  • Mere saath jayengi
  • Mukshkilein meri
  • Chaha hai tujhko
  • Chahunga hardam
  • Mar ke bhi dil se
  • Ye pyaar na hoga kam
  • Tu saamne hai mairey
  • Phir kyoon ye doori hai
  • Tujhe kaise bataoon main
  • Hai kya majboori hai
  • Yeh bhi koi jeena hai
  • Sirf aansoon peena hai
  • Sirf aansoon peena hai
  • Yeh bhi koi jeena hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Hadir.....lyannn ...,27/6/24

37 32 2276

6-27 18:52 OPPOCPH2219

Quà

Tổng: 10 449

Bình luận 32