Jeena Marna

Kyun itno mein tujhko hi

  • Kyun itno mein tujhko hi
  • Chunti hoon har pal
  • Kyun tere hi khwab ab
  • Bunti hoon har pal
  • Kyun itno mein tujhko hi
  • Chunti hoon har pal
  • Tere hi khwab ab
  • Bunti hoon har pal
  • Tune mujhe jeene ka hunar diya
  • Khamoshi se sehne ka sabar diya
  • Tu hi bharosa zindagi ka
  • Tu hai mera hosala
  • Mujhe jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
  • Jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
  • Bandhne lage hai rishton ke dhage
  • Tere mere darmiyaan
  • Thode sukun mein rehne lagi hai
  • Yeh meri bechainiyan
  • Ho bandhne lage hai rishton ke dhage
  • Tere mere darmiyaan
  • Thode sukun mein rehne lagi hai
  • Yeh meri bechainiyan
  • Tu hi bharosa zindagi ka
  • Tu hai mera hosala
  • Mujhe jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
  • Jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
  • Tere khayalon mein ho gayi gum
  • Yeh meri tanhaiyaan
  • Ab rooh meri karne lagi hai
  • Tere nigehbaaniyan
  • Tere khayalon mein ho gayi gum
  • Yeh meri tanhaiyaan
  • Ab rooh meri karne lagi hai
  • Tere nigehbaaniyan
  • Tu hi bharosa zindagi ka
  • Tu hai mera hosala
  • Mujhe jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
  • Jeena sikha diya
  • Marna sikha diya
  • Teri wafaaon ne insan bana diya
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Jeena Marna, Sorry ada beberapa Tempo yang tidak tepat🙏😊

170 10 1

2020-4-14 10:38 samsungSM-J701F

Carta hadiah

Jumlah: 0 17

Komen 10