Socha Nahin Tha

Socha nahin tha taqdeer yahan laayegi

  • Socha nahin tha taqdeer yahan laayegi
  • Manzil pe aate hi jaan chali jaayegi
  • O yeh to Sikandar ne bhi nahin tha socha
  • Aane se pehle khushi laut jaayegi
  • Humne socha tha kya aur kya se kya hua
  • Jaa rahe hai aaj yeh zamaane ko bataake
  • Yeh kya ho gaya rama re
  • Yeh kya ho gaya maula re
  • Yeh kya ho gaya rama re
  • Yeh kya ho gaya maula re
  • Tera qusoor tha ya mera qusoor tha
  • Tera guroor tha ya mera guroor tha
  • Rabba main itna bura nahin hota
  • Tu agar bewafa nahin hota
  • Itna bata mujhe kya mila tujhe
  • Gham ke yeh kaante meri raahon mein bichhaake
  • Yeh kya ho gaya rama re
  • Yeh kya ho gaya maula re
  • Yeh kya ho gaya rama re
  • Yeh kya ho gaya maula re
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
just for fun

147 10 1

2020-8-29 16:37 samsungSM-A510F

Tangga lagu hadiah

Total: 0 9

Komentar 10