Kya Hua Tera Wada

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din tumhe

  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din tumhe
  • Oh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • Yaad hai mujhko tune kaha tha
  • Tujhse nahin roothengey kabhi
  • Yaad hai mujhko tune kaha tha
  • Tujhse nahin roothengey kabhi
  • Dil ki tarah se haat mile hain
  • Kaise bhala chootengey kabhi
  • Teri baahon mein beeti har shaam
  • Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • O kehne waale mujhko farebi
  • Kaun farebi hai yeh bata
  • O kehne waale mujhko farebi
  • Kaun farebi hai yeh bata
  • Woh jisne gham liya pyaar ke khatri
  • Yah jisne pyaar ko bech diya
  • Nasha daulat ka aisa bhi kya
  • Ke tujhe kuch bhi yaad nahin
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Oh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera waada woh kasam woh iraada
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

25 4 1

2021-8-25 20:49 vivo 1935

Tangga lagu hadiah

Total: 0 27

Komentar 4