Janam Janam

Janam janam janam sath chalna yunhi

  • Janam janam janam sath chalna yunhi
  • Qasam tumhe qasam aake milna yahin
  • Ek jaan hai bhale do badan hon juda
  • Meri subha ho tumhi
  • Aur tumhi shaam ho
  • Tum dard ho tum hi aaram ho
  • Meri duaaon se aati hai bas yeh sadaa
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Talab talab talab bas teri hai mujhe
  • Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
  • Meri mohabbat ka karna tu haq ye ada
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
  • Meri subha ho tumhi
  • Aur tumhi shaam ho
  • Tum dard ho tum hi aaram ho
  • Meri duaaon se aati hai bas yeh sadaa
  • Meri hoke humesha hi rehna
  • Kabhi na kehna alvida
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Jᴀɴᴀᴍ Jᴀɴᴀᴍ

9 0 1908

Semalam 10:46 vivo 1935

Carta hadiah

Jumlah: 1 100

Komen 0