Dil Ka Koi Tukda

Dil ka koi tukda kabhi

  • Dil ka koi tukda kabhi
  • Dil se juda hota nahin
  • Apna koi jaisa bhi ho
  • Apna hai vo dooja nahin
  • Yehi vo milan hai jo
  • Sachmuch hai dil ka karaar kya kehna
  • Khile khile chehron se aaj
  • Ghar hai mera gule gulzaar kya kehna
  • Aye dil laaya hai bahaar
  • Apnon ka pyaar kya kehna
  • Milein hum chhalak utha
  • Khushi ka khumar kya kehna
  • Kuchh apne hi tak yoon nahin
  • Yeh hai sawaal sabke liye
  • Jeena hai toh jag mein jiyo
  • Banke misaal sabke liye
  • Dekho kaisa mehek raha
  • Pyaar bhari baahon ka haar kya kehna
  • Khile khile chehron se aaj
  • Ghar hai mera gule gulzaar kya kehna
  • Aye dil laaya hai bahaar
  • Apnon ka pyaar kya kehna
  • Milein hum chhalak utha
  • Khushi ka khumar kya kehna
  • Jo ho gaya so ho gaya
  • Logon se tu darna nahin
  • Saathi tere hain aur bhi
  • Duniya mein tu tanha nahin
  • Saamna karenge milke chaahe
  • Dus ho chaahe hazaar kya kehna
  • Khile khile chehron se aaj
  • Jag hai mera gule gulzaar kya kehna
  • Aye dil laaya hai bahaar
  • Apnon ka pyaar kya kehna
  • Milein hum chhalak utha
  • Khushi ka khumar kya kehna
  • Khile khile chehron se aaj
  • Ghar hai mera gule gulzaar kya kehna
  • Khile khile chehron se aaj
  • Ghar hai mera gule gulzaar kya kehna
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

2 0 1

2020-12-29 11:20 vivo 1606

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 0