Humne Suna Hai

Pararararam tutturururu pararararam

  • Pararararam tutturururu pararararam
  • Pararararam tutturururu pararararam
  • Humne suna hai tumne jeevan saathi chuna hai
  • Jisko tumne chun hi liya hai cheez woh kya hai
  • Are humne suna hai tumne jeevan saathi chuna hai
  • Jisko tumne chun hi liya hai cheez woh kya hai
  • Kahin hoga na aisa ek bhi hoshiyar bhi woh nek bhi
  • Uuse duniya mein sab kehte hai achcha
  • Kabhi jhoot nahin woh bolta kabhi zaher nahin woh golta
  • Woh dil ka saaf hai aur bilkul sachcha samje bachcha
  • Humne suna hai tumne jeevan saathi chuna hai
  • Jisko tumne chun hi liya hai cheez woh kya hai
  • Pararararam tutturururu pararararam
  • Pararararam tutturururu pararararam
  • Yeh to bata do hume samjha do hai kis garane ka woh
  • Woh nahin aisa waisa nahin tumhare jaisa hai naye zamane ka woh
  • Yeh to bata do hume samjha do hai kis garane ka woh
  • Woh nahin aisa waisa nahin tumhare jaisa hai naye zamane ka woh
  • Kahin pada use kya paya tha na woh khud rota aaya tha
  • Hum se to kaho hum par yakeen karlo
  • Jo tumne ishara hai kiya maine pehle hi tha keh diya
  • Ladke ki poori chaan bin karlo
  • Chup bhi raho
  • Are humne suna hai tumne jeevan saathi chuna hai
  • Jisko tumne chun hi liya hai cheez woh kya hai
  • Cheez woh kya hai
  • Chup rehtha hai yeh bole jaata hai kya bor karta hai woh
  • Jaayen kahin woh jo baat kare to ek rang bharta hai woh
  • Chup rehtha hai yeh bole jaata hai kya bor karta hai woh
  • Haan jaayen kahin woh jo baat
  • Kare to ek rang bharta hai woh
  • Indian hai ya angrez hai woh seedha hai ya tej hai
  • Himmatwala hai kya mere jaisa
  • Nikamma hai ya kaam ka pati banega bas kya naam ka
  • Woh jaisa bhi ho par na ho aisa
  • Aisa waisa
  • Humne suna hai tumne jeevan saathi chuna hai
  • Jisko tumne chun hi liya hai cheez woh kya hai
  • Haan tumne suna hai tumne bilkul thik suna hai
  • Maine jeevan saathi chuna hai kyon kaho kya hai
  • Cheez woh kya hai
  • Kyon kaho kya hai
  • Cheez woh kya hai
  • Lalala kyon kaho kya hai
  • Cheez woh kya hai
00:00
-00:00
View song details
Come to join my duet!

23 2 1582

5-19 12:47 samsungSM-G610F

Gifts

Total: 0 6

Comments 2