Mere Maula

Maula mere maula

  • Maula mere maula
  • Maula
  • Siva ishq ke kuch na manga khudaya
  • Yeh mod kaisa safar mein dikhaya
  • Ohoo
  • Siva ishq ke kuch na manga khudaya
  • Yeh mod kaisa safar mein dikhaya
  • Tune mitta di kyun woh lakeerein
  • Jin mein ishq ki hai taqdeerein
  • Sukoon cheena mera tune
  • Jahan cheena mera tune
  • Khuda tu ho nahin sakta
  • Khuda cheena mera tune
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Ooo
  • Mera ishq hi meri barkat hai
  • Mera ishq hi meri kismat hai
  • Meri dua ishq meri dawa ishq
  • Meri kami ishq meri wajah ishq
  • Meri dua ishq meri dawa ishq
  • Meri kami ishq meri wajah ishq
  • Maula
  • Tune mitta di kyun woh lakeerein
  • Jin mein ishq ki hai taqdeerein
  • Sukoon cheena mera tune
  • Jahan cheena mera tune
  • Khuda tu ho nahin sakta
  • Khuda cheena mera tune
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Hoo
  • Har saans zehar har khwab saza
  • Teri saazish thi mujhe ishq hua
  • Meri mannat woh mera sadka woh
  • Woh dua meri mera sajda woh
  • Meri mannat woh mera sadka woh
  • Woh dua meri mera sajda woh
  • Maula
  • Tune mitta di kyun woh lakeerein
  • Jin mein ishq ki hai taqdeerein
  • Sukoon cheena mera tune
  • Jahan cheena mera tune
  • Khuda tu ho nahin sakta
  • Khuda cheena mera tune
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
  • Mera maula mere maula
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
oc seadanya santai ....joen ya 😊👌

57 9 1

2021-10-14 22:05 红米Note 5A

Tangga lagu hadiah

Total: 0 21

Komentar 9