Tera Naam Lete Hain

Ik pal tujhko na dekhun to

  • Ik pal tujhko na dekhun to
  • Chain mujhe nahi aata hai
  • Na jaane ye kyun hota hai
  • Dil mera ghabraata hai
  • Haan tere siva kisi aur ko dekhun
  • Ye dil sah nahi paata hai
  • Tere bina mere saanson se rishta
  • Toot jaata hai
  • Ham itna paagal ho gaye
  • Sab log ye kahte hain
  • Baaton hi baaton me
  • Ham tera naam lete hai
  • Baaton hi baaton me
  • Ham tera naam lete hai
  • Mujhko teri ab wafaa mil gayi hai
  • Jeene ki tu bas wajah ban gayi hai
  • Mujhko teri ab wafaa mil gayi hai
  • Jeene ki tu bas wajah ban gayi hai
  • Ab kya karen jaane jaan
  • Tu hi bata de mujhe
  • Tere bina mera kya
  • Kaise bataaun tujhe
  • Hamko diwana tum kar gaye
  • Ham itna paagal ho gaye
  • Sab log ye kahte hain
  • Ham itna paagal ho gaye
  • Sab log ye kahte hain
  • Baaton hi baaton me
  • Hum tera naam lete hai
  • Baaton hi baaton me
  • Ham tera naam lete hai
  • Ham itna paagal ho gaye
  • Sab log ye kahte hain
  • Baaton hi baaton me
  • Hum tera naam lete hai
  • Baaton hi baaton me
  • Ham tera naam lete hai
  • Sab log ye kahte hain
  • Baaton hi baaton me
  • Hum tera naam lete hai
  • Baaton hi baaton me
  • Ham tera naam lete hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Tere Naam Lete Hain...

26 0 2069

9-3 23:12 vivoV2027

Quà

Tổng: 0 12

Bình luận 0