Ankhon Se Tune Yeh Kya

Aankhon se toone yeh kya keh diya

  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Tanhai mein hum mile is tarah
  • Baarish mein shola bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Tanhai mein hum mile is tarah
  • Baarish mein shola bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Thodi sardi bhi hai
  • Thodi garmi bhi hai
  • Thodi hai bebasi
  • Thodi marzi bhi hai
  • Aise mein hum bhala
  • Kya karen tu bata
  • Jo bhi hota hai woh hone de dil rubaa
  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Tanhai mein hum mile is tarah
  • Baarish mein shola bhadak ne laga
  • Paas aaun jo maein
  • Dil yeh darta hai kyun
  • Door jayega tu
  • Aisa lagta hai kyun
  • Maine waada kiya maine li hai kasam
  • Umr bhar na kabhie pyar hoga yeh kam
  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Tanhai mein hum mile is tarah
  • Baarish mein shola bhadak ne laga
  • Tu tadap ne laga maein machal ne lagi
  • Boond tan pe giri jaan machal ne lagi
  • Chha raha hai ajab sa nasha
  • Aankhon se toone yeh kya keh diya
  • Dil ye deewana dhadakne laga
  • Tanhai mein hum mile is tarah
  • Baarish mein shola bhadak ne laga
00:00
-00:00
View song details
kuyeeen abah, makasih

29 0 1462

8-27 12:46

Gifts

Total: 0 3

Comments 0